Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() My all Time Favourite suna hai log usay aanh bhar kay daikhtay hai so uskay shahar main kuch din thehar kay daikhtay hain suna hai rabt hai usko kharab haloon say so apnay ap ko barbad kar kay daikhtay hain suna hai dard ki gahak hai chashmay naz us ki so hum bhi uski gali say guzar ke daikhtay hain suna hai us ko bhi hai shar-o-shairy say shagaf so hum bhi mojzay apnay hunar ke daikhtay hain suna hai bolay to batoon say phool jhartay hain ye bat hai to chalo baat kar ke daikhtay hain suna hai raat usay chand takta rehta hai sitare bahme falaq se utar ke daikhtay hain suna hai din ko usay titliyan satate hain suna hai raat ko jugnu taher kay daikhtay hain. suna hai us kay badan ki tarash aise hai kay phool apni qabahain qatar kay daikhtay hain suna hai us kay shbistan say mutassil hai bahisht makeen udhar kay bhi jalway idhar kay daikhtay hain. suna hai rukay to gardishain us ka tawaf karti hain chalay to us ko zamanay tehar kay daikhtay hain kisay naseeb kay bay perhan usay daikhay kabhi kabhi daro dewaar ghar kay daikhtay hain kahanian hi sahi sab mubalgay hi sahi agar woh khuwab hai tabeer kar ke daikhtay hain ab us kay shaher main tehrain ke kooj kar jain ________ ao sitare safar kay dhaiktay hain ********* AHMAD FARAZ ********
[SIGPIC][/SIGPIC] I wIsh I hAd n0t FaLl3n in l0vE wItH u FoR th3 MiSeRy of loV3 is mOre then the plEasUre of It the PaIn ,,, the Pain aLwaYs Pain ThaT's L0v3
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
aanh, bhar, daikhtay, hai, kay, log, suna, usay |
Thread Tools | |
Display Modes | |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Suna hai log usay aankh bhar ke dekhte hain | romii | Members Poetry Collections | 4 | 03-19-2012 12:26 PM |
~[ Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Kay Dekhtay Hain ]~ | CaReLeSs | Miscellaneous/Mix Poetry | 7 | 12-18-2011 11:42 AM |
Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Kay Dekhtay Hain | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 7 | 09-14-2011 08:01 PM |
Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain | AKHROT | Great Urdu Poets&Poetry | 21 | 09-14-2011 07:41 PM |
suna hai log use ankh bhar ke dekhte hain | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 2 | 08-25-2011 05:48 PM |