 |
|
|
Posts: 335
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2009
Location: mumbai
Gender:
|
|
Kal soch raha tha kuch aur tabhi mere mann mein kisi ka naam aya. Noor mohammad ibn sheikh Mukhtiyaar. Maine kaha kaun pagal marz ki dawa mere sar pahucha gaya. Phir mein soch raha tha ki bachpan mein jab mein 9th mein Sanskrit padh raha tha. Toh meri kitab mere sir ne pure class mein dikhayi thi, kuch kam bol gaya tha woh. Lekin mein khud bolta hun ki meri Sanskrit ki lipi sabse sundar thi. Tabh maine socha ki mein Sanskrit itni achi tarah se likh sakta hun, padh kar thodha bohot samajh sakta hun, lekin mann mein soch kar bol nahi pata!
Phir jab maine halhi mein urdu sikhna shuru kiya toh farsi aur urdu-hindi mein talmel karna namumkin sa lag raha tha. Lekin tabh mujhe shakh hua ki kya Pakistan ke siwaye jo dusre arabi-muslim desh ke logon ko kya farsi mann mein samjhkar bolna ata hai? Ya sab aise hi bina soche samajhe jo waqya yaad kiye hai wahi bolte firte hai. Aur jab quran samajhne ka waqt ata hai, toh wapas Pakistan laut ate hai, sarzameen urdu-hindi main samajhne ke liye. Isase pata chalta....
|