|
|
Posts: 1,687
Country:
Join Date: Mar 2014
Gender:
|
|
Jin khawateens maiN hamila houN ya bache ki paidaish ya diet ki wajah se hamogolbeen kam ho jaye tu us ki khorak kia honi chahye to bring back of blood.
normal khane ke baad.
1.fresh cream with mango slice.
2. mango, apple and banana milk shake.
3. for break fast bakre ki kalaijii.
banane ka tareeka
kalaiji tazah ho. lmbi lambi finger chips ki taraH kat laiN.
aik choti piaz kali mirch namak timatos hasb e zaika
paiz ko mamooli fry 2 minutes and timatos namk mirch mila laiN aur kaleeji bhi 3 se 4 minut fry karlaiN.. its ready.
4. Oranges 1 kg rozana
5. straw burry milk
|