Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Tere Harf-o-Lab ka Talism Tha,Meri Aab-o-Taab Mein Reh Gaya, Woh Kisi Gulaab Ka Jism Tha,Jo Meri Kitaab Mein Reh Gaya, Meri Baat Baat Mein Roshni,Mere Harf Harf Mein Dil'Kashi, Woh Mera Shareek-e-Wisaal-e-Jaan,Meri Har kitaab Mein Reh Gaya, Koi Baat Ban K Bigar Gayi,Koi Phool Ban K Bikhar Gaya, Na Sawal Koi Labon Pe Hai,Na Gila Jawab Mein Reh Gaya, Tujhay Kya Batayein K Kiya Hua,Woh Suroor-e-Raqs-e-Wafa Gaya, Na Gunnah Mein Rahi Baat Woh,Na Maza Sawaab Mein Reh Gaya, Dil-e-Khushi Gumaan Teri Khair Ho,Tu Hai Phir Bhi Yaqeen Saleeb Par, Tujhay phir Kisi Se Shikayatein,Tu Isi Azaab Mein Reh Gaya.
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Koi Baat Ban K Bigar Gayi,Koi Phool Ban K Bikhar Gaya, Na Sawal Koi Labon Pe Hai,Na Gila Jawab Mein Reh Gaya, ![]() TFS
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
gaya, gulaab, jism, kisi, kitaab, mein, meri, reh, tha, woh |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
-:||:- Main to Reh Gaya Zinda Faqat Sadaaon Mein -:||:- | Owi | Ashaar's | 5 | 10-18-2011 06:02 PM |
-:||:- Bohat Din Reh Liye Is Jism Mein Ab ye Iraadah Hai -:||:- | Owi | Ashaar's | 5 | 10-18-2011 05:56 PM |
Woh ghazal ki aik kitaab tha, woh gulon main aik gulaab tha | ROSE | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 09-23-2011 11:36 AM |
Woh jo shahr-e-dil tha ujar gaya | FAJAAN | Image Poetry | 15 | 10-07-2010 05:53 PM |
Wo kise Gulab ka jism tha ju myre Kitaaab may rah gaya | Zafina | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 02-03-2010 08:21 PM |