Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Tumhare khath main naya ek salam kis ka tha
na tha raqeeb to akhir wo nam kis ka tha Wo qatl kar ke har kisi se puchte hain ye kaam kis ne kiya hai ye kaam kis ka tha Wafa karenge nibhayenge baat manenge tumhen bhi yaad hai kuch ye kalam kis ka tha Raha na dil main wo be-dard aur dard raha muqeem kaun hua hai maqam kis ka tha Na pooch-paach thi kisi ki na aao-bhagat tumhari bazm main kal ehtamam kis ka tha Guzar gaya wo zamana kahen to kis se kahen khayal mere dil ko subah-o-sham kis ka tha Har ek se kahte hain kya “Daagh” bewafa nikla ye puche in se koi wo ghulam kis ka tha........
![]() |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
kahen, kis |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Kahen Se Tera Sath......... | DrEaMBoY | Urdu Poets | 2 | 09-25-2013 06:43 PM |
abhi kya kahen | Mf Great Power | Great Urdu Poets&Poetry | 8 | 11-20-2012 03:30 PM |
Log Deewana Kahen.. | Nida-H | Hadees Shareef | 8 | 02-10-2012 10:18 PM |
Kahen Panghatoun ki dagarr nahen | AYAZ | Urdu Writing Poetry | 1 | 07-31-2011 05:56 PM |
Agar hum kahen ...... | DiE | Share Your Favourite Videos | 3 | 07-06-2011 10:53 PM |