Tahzeeb - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Literature » Urdu Literature » Tahzeeb
Urdu Literature !Share About Urdu Literature Here !

Advertisement
 
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#1)
Old
ROSE ROSE is offline
 


Posts: 52,341
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender: Female
Default Tahzeeb - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-06-2011, 02:43 PM

Tahzeeb
Tahzeeb Ki Pukhtagi darasal sabit qadmi hai. Rukawatoan ke bawajood mansooba ki taqmeel ke liye apni mehnat jari rakhna. Tahzeeb be-garzi hai. Doosroan ki zaroratoan main un ke kaam aana. Tahzeeb uss iste'aad ka naam hai ke na-khushgawari aur mayuusi ka saamna kisi talkhi ke baghair kiya jaye. Tahzeeb inkasaari hai. EkTahzeeb-Yafta Aur pukhta insaan ye kehne ke qabil hota hai ke main galti par tha. Aur jab woh saheeh sabit hota hai tou woh ye nahi kehta ke ye baat main ne tumhe bata di thi. Tahzeeb KiPukhtagi ka matlabh hai qabil-e-etamaad aur emaan-daar hona. Apne wadey ko har haal main poora karna. Pukhtagi us silahiyat ke naam hai ke ham in cheezon ke saath pur-aman toor par reh sakain. Jin ko ham badal nahi saktey. Pukhta insaan woh hai jis main mardana ausaaf paye jayen. Jo haqeeqat wakiya ka aitraaf kare. Jo rad-e-amal se uper uth kar mua'mla kare. Jo apne jazbaat ko qabu main rakh sakey. Kis ke andar khushgawari ko tahamul ke saath abuur karne ki salahiyat hoo. Jo lohey ki tarha qabil-e-etmaad kirdaar ka hamil hoo.
Yehi pukhtagi insaniyat ka kamaal hai. Jis insaan ke ander ye khususiyaat hoon wohi kamil insaan hai. Woh hi insaniyat ke ala darje tak pohancha hua hai. Aise hi ifraad zindagi main kooi haqeeqi karnama anjaam dete hain aur yehi ifraad hai jo k isi qoum ko taraqi aur kamiyabi ki taraf le jate hain.

From:- Kitab-e-Zindagi - Maulana Waheed Ud Din Khan

 






Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
(#2)
Old
CaReLeSs CaReLeSs is offline
 


Posts: 16,486
My Photos: ()
Country:
Join Date: Aug 2010
Gender: Male
Default Re: Tahzeeb - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-06-2011, 03:05 PM

Umda...

 



I'M Not Really A BaD InfLuence
But IN YouR CasE
I'LL MaKe n EXCETION


(#3)
Old
ROSE ROSE is offline
 


Posts: 52,341
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender: Female
Default Re: Tahzeeb - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-06-2011, 10:28 PM

Thanks

 






Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
tahzeeb


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off


All times are GMT +5. The time now is 06:16 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG