MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Poetry
»
Urdu Poetry Categories
»
Miscellaneous/Mix Poetry
»
Jisay tu ne samjha raqeeb tha wahi shakhs tera naseeb tha,
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!
|
|
|
Posts: 52,341
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender:
|
|
Teray naam ki thee jo roshni usay khud hi tu ne bujha diya,
Na jala saki jisay dhoop bhi usey chandni ne jala diya,
Main hoo'n gardisho'n mai ghira hua mujhe app apni khabar nahee'n,
Wo jo shakhs tha mera rehnuma usay rasto'n mai ganwa diya,
Jisay tu ne samjha raqeeb tha wahi shakhs tera naseeb tha,
Teray haath ki wo lakeer tha usey haath se hee mita diya,
Mujhay ishq hai K janoon hai abhi faisla hee na ho saka,
Mera naam zeenat-E-dasht tha mujhe Aandhiyo'n ne mita diya,
Ye udaasiyo'n ka jamaal hai K hamara Auj-e-kamaal hai,
Kabhi zaat se be chhupa liya kabhi shehar bhar ko bata diya,
Meri umar ka abhi gulistaan you'n khulla hua to zaroor hai,
Wo jo phool thay teri chaah ke unhein mausmo'n ne gira diya,
|
|
|
Posts: 9,875
Country:
Star Sign:
Join Date: Oct 2008
Gender:
|
|
bahat khub .... khoosh rahoO
ÅPÑÏ ZÏÑDÅGHÏ TÜ TËHRÏ GÏLÅÝ KÅGHÅZ KÏ TÅRHÅÅÑ
KØË JÅLÅ ßHÏ ÑÅ §ÅKÅ KØÏ MÏTÅ ßHÏ ÑÅ §ÅKÅ
|
|
|
Posts: 52,341
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender:
|
|
|