Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Gum sum chop chop rahne wali Tanha tanha si bathi ek larki se Main ne ek din yeh kaha tha kyun na ek achi se nazm Main tumarey naam kar doon Tumari kisi masoom ada ko Lafzoon k jado main samo kar Andekhey lamhoon k liye Ek haseen si yaad bana doon Woh lamhey jab sab kuch hotey huwe bhi Koi bhi paas naheen hota Koi dhirey dhirey bahanoon se Do bateen kar jane wala Na koi nazm kahne wala Na koi nazm sunaney wala Lekin is lamhey Dayroon main apni soch k semti Andekhi ahat se chop kar Janey kis bandhan se dar kar Inkar karti hui woh Masoom si larki muj ko Kuch aur bhi masoom lagi K woh kaise jaan sakti thi Us k takhkha tab ki sherni Sada si us ki be antanai Ek aur nazm ka unwan ban chuki thi
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
chop, gum, rahne, sum, wali |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Punjabi masala chop recipe | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Cooking Section | 3 | 03-10-2012 06:19 PM |
Punjabi masala chop recipe | ROSE | Cooking Section | 3 | 03-04-2012 06:50 PM |