Hamd O Naat Share Naatein Shareef Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai kyoun nahin dekhta jahan mein har shela bedud hai jab uthi nigah to jhuk gayi yeh mamla kuch aur hai allah allah allah yeh pahaar, darakht aur qainaat jab jhuke hain sajood pe na tu ban saka na bana saka woh phir bhi na tujh se juda hua yeh sabh usi ke hain faisle tu jaan kar bhi anjaan hai na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai kyoun shirk mein hai pasa hua kyoun door se tu door hai allah allah allah kyoun shirk mein hai tu pasa hua kyoun door se tu door hai kyoun ghoomta hai yahan wahan nahin ila koi aur hai na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai jise dhoondhta hai yahan wahan dil mein tere maujood hai allah allah allah jise dhoondhta hai yahan wahan dil mein tere maujood hai jise mil gaya ek baar woh usi dil mein asr-e-wajood hai na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai jo parhadiya insaan ko mehman hai raheem hai allah allah allah jo parhadiya insaan ko rehman hai raheem hai jab paas thi toh kitaab thi parhaadiya toh quran hai na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai phir ibaadaton ke hain silsile phir kurbatoh ke daur hain allah allah allah phir ibaadaton ke hain silsile phir kurbaton ke woh daur hain jo na jhuk saka woh na pa saka yehi silsila har daur hai na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai tu kyoun poojta hai insaan ko allah hi toh mabood hai allah allah allah tu kyoun poojta hai insaan ko allah hi toh mabood hai phir kyoun hai tu gharoor mein jo na jhuk saka toh firod hai na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai ik baar tu phir sochle ik baar tu phir sochle wohi rab-e-al shekareem hai allah allah allah ik baar tu phir sochle wohi rab-e-al shekareem hai jo na jhuk saka woh mit gaya yehi silsila har daur hai na tera khuda koi aur hai na mera khuda koi aur hai yeh jo raaste hain juda juda yeh mamla koi aur hai ya rab mujhe tu baksh de ya rab mujhe tu baksh de ya rab mujhe tu baksh de ya rab mujhe tu baksh de ya rab mujhe tu baksh de banda toh gunahgar hai allah allah allah is aas par para houn mein sajde pe rabe kareem ke jo main gir gaya tha mukaam se tu to rab-e-ali mukaam hai allah allah allah rabana maghfirullana rabana maghfirullana
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
hey, khuda, koi, mera, tera |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Na tera Khuda koi aur hai | ~wish munda~ | Hamd O Naat | 6 | 08-18-2012 12:28 AM |
Na tera khuda koi or hai - Faisal Tasleem | Faisal Tasleem | Share Your Favourite Videos | 5 | 06-02-2011 01:25 PM |
Na Tera Khuda Koi Aur Hai ( Hamd ) | RAJA_PAKIBOY | Hamd O Naat | 2 | 08-30-2010 11:12 PM |
mujhy us khuda ki talsah hey | momal ali | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 05-19-2009 03:48 PM |
Na tera Khuda koi or hai - Faisal Tasleem | Faisal Tasleem | Islamic Issues And Topics | 3 | 01-18-2009 05:15 PM |