Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Mujh say subha kabhie sham larra karti thee
Mudatein howe aik shama yaha jala karti thee Kya baat hui kay aaj sar-e-sham band ho gayee Aik khirrkee jo kabhi autak-e-sehar khula karti thee Simhata hai dil kiyoun ab ki barr iss toofan main Garajtay thay badal, bijli pehlay bhi girra karti thee Kuch kasoor-e-kismat-e-amaan ka hai warna Naumeedi iss dil se dur hie raha karti thee Khata meri hi thi jo duniya say dil laga baitha Yeh kambakht zindagi pehlay kab kisi se wafa karti thee Main kaash yeh keh sakta,"Mujhe Yaad Kijiye" Kabhi meri yaad jinn ki dharkan howa karti thee Dekho aaj hum unn ki duniya mai shamil hie nahin Jinn ki duniya kabhi basa hum se howa karti thee
![]() |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
Allah hafiz...
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
[COLOR="Magenta"]wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka kOii Shakhs Tha Meray Shehar Mein Kisi dOor Paar Kay Shehar Ka Chalo kOii Dil tO Udaas Tha, ChalO kOii Aankh tO Num Rahii ChalO kOii Dar tO KhUla Raha Shab e InteZaar Kay Shehar Ka Ye jO Main Nay Tazza Ghazal Kahi, sO hAi Nazr Ehal e FiraaQ Kii K Na Mil Saka kOii Nama-Bar mUjhey Meray Yaar Kay Shehar Ka sO Matta e jAan kO Liye hOye Palat Aaye Teray Garifta Dil Kisay Baichtay K Milla Nahien kOii Aitbaar Kay Shehar Ka Meray Tarz e NaGhma Saraaii Say kOii BaGhbaan Bhi tO KhUsh Nahi Yeh Mera Mizaaj hAi Kya KarOn K hOn Main Bahaar Kay Shehar Ka Kissi Aur dAis kii Oarr kO sUna hAi "Faraz" Chala Gaya Sabhi dUkh Samait Kay Shehar Ka Sabhi Qarz Utaar Kay Shehar Ka[/color]
|
(#10)
![]() |
|
|||
Aik din kaantey ney phool sey poocha k aaye phool' mujhe tumhari mohabbat sey kya haasil howa dekhtey hi har koi apney tevar badal leta hai shayad iss liye k mein unhain zakhmi kar deta hoon or Duniya tum par marti hai tumhari khushboo leney ko tarasti hai lakin mujhe tumhari mohabbat se kya milla- Phool yeh sab sun kar muskuraya or kehney laga tumhain to khush hona chahiye jiss par duniya marti hai woh tumharay baghair aik pal nahin reh sakta'jab mujhe koi tum sey juda karta hai to mein mar jata hoon kyun k mein sirf tum sey mohabbat karta hoon
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
kambakht, zindagi |
|
|