Islamic Issues And Topics !!! Post Islamic Issues And Topics Here !!! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() Mere Sath Aik Problem Rehta Hay Hamesha Hi, .. Mujhay Logo Ki Ghaltiya Highlite Kar Kay Unhain Samjhanay Ka Bohat Shoq Hay.. Shayad Is Liye K Mein Khud Amal Karta Hoon, To Mein Chahta Hoon K Wo Bhi Amal Karain.. K wo Khud K Sath Zulm Na Kartay Rahay.. Aur Mein Zulm Hota Na Daikhta Raho.. Mera Uthna Baithna Jin Societies Mein Hay Un Ka Ye Point of veiw Hay K Koi Namaz Parhta Hay Ya Quran Majeed Parhta Hay Ya Being a Muslim Islam K Arkaan Par Kitna Chalta Hay.. Wo Us Ka Personal Matter Hay, Humain Is Baray Mei Us Say Baat Nahi Karni Chahiye.. Poochna Ap Say ye Hay K Kya Us K Is Personal Matter Ko Personal Matter Samjh Kar Us Banday Ko Us Kay Haal Par Chor Diya Jaye? Ya Us Ki Islaah K Liye Usay Samjhaya Jaye, Takay Kal Ko Us Ka Bhala Hojaye?
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Quote:
![]() well this is a complicated topic The real problem is AMAL.. May ALLAH give you strength and keep u strong on your deen ...
|
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Walaikum us salam Wr Wb Yeh Aik buhut Acha Shouq Hay............MashaALLAH wa BarakALLAH Amr Bil Maroof Wa Nahi Anil Munkar aik Farz Hay , agar yeh nahi Kariengy tu iss ki Misal Hadees may aisy Di Gayii Hay.. Mafhoom = * Aik Kashti May musafir hain Jis may oper walo kay pass pani hay aur neechy walo kay pass nahi , aur oper walo say maangny per bhi unko nahi milta , tu woh kashti may surakh ker lien k iss tarha hamy Paani mil jaye ga tu kia ab oper waly pani nahi diengy jab k kashti dobnay ka khatra ho?* Tu Akhriat ki pakkar itni sakhta hy , us ka adrak hou jaye tu insan sab ki Bhalayi ka soochny lag jata hay MAGAR iss kay kuch asool huty hain , app aik dam sy dosry ki ghaltiyaan highlite nahi ker sakty Jab k woh ajnabi bhi hou... Iss may Niyyat ka ikhlas , naram Lehja aur sab sy bhar ker sabar ki zaroorat hay... Lykin iss kaam ko chourna nahi hay...InshaALLAH Kio Hadees Hay Prophet Sallalaahu alaihi wasallam said * Us Zaat Ki Qasam Jis Ky Haath May Mayri Jaan Hay Tum Zaroor Naiki Ka Hukm Dougy Aur Zaroor Burayee Say Roko Gyy Warna Aik Waqt Ayegaa K Jab Tum Duayien Mangoo gy Aur Woh Qabool Na Houngii* Logo ky Rwayyo Ki Parwa Na Karien Cox ALLAH says In Quran * Kia May tumhay iss Liye chour do aur Zikr Na karo K Tum aik Musrif Qoum Ho?* (Means Khuwah Tum kaisa Bhi igroance ka rawayya Rakko May phir bhi zikr deta rahooga) This ALL is Not A Personal Matter Ofcourse.. ![]() Baharhall U r Doing a Great Job But SABAR is Must !!
|
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Jazak'Allah Safa Bohat Achay Comments Diye Apnay.. Jazak'Allah FurQan, Ap K Comments Bhi Mashallah Mujhay Bohat Achay Lagay, Bass 2 Batain Aik Poochni Aur Aik Kehni Hay, Poochni Ye K Jo Hadis Ap Nay Bayan Ki "7 Gharo'n Tak Nahoosat Pohanchti Hay" Agar Hosakay Is Ka Hawala Zaroor Bata Dijiye Ga Kisi Ahadith Ki Kitab Ka .. Aur Kehna Yehi Hay K Ye Complicated Topic Nahi Bass Hum Nay Bana Diya Hay.. Jazak'Allah Siddiqa_Hijab , Aur Bilkul Theek Kaha Ap Nay Bhi K Kisi Ko Apni Baat Ka Qayel Karnay K Liye Ap Ko Husn e Ikhalq Ka Daman Hath Say Nahi Chorna Chahiye, Doosra Sabr Say Kaam Laina Chahiye.. Aur Please Agar Hosakay To Mujhay Ap Bhi Mafhoom-e-Hadith Ka Refrence Laa Dijiye Ga.. Mein Refrence is Liye Mangta Hoon K Pata Lag Jaye Us Waqt Halaat Aur Waqeyaat Kya Thay Jab Nabi "SAAW" Nay Ye Hadith Bayan Ki Thi..
|
(#7)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
JazakaALLAH u like my comment..yeh link share kerta hu inshaALLAH Help mili ge .... yeh Sahi bukhari ka "nimaz" ka chapter hay..aur us haids ka ager hawala mila tu zaroor dunga http://www.witness-pioneer.org/vil/h...ukhari/008.htm
|
(#8)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#9)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
appreciated, comments, highly |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~*~ No COMMENTS ~*~ | S@N@ KH@N | Pics And Images | 18 | 06-02-2012 05:19 PM |
!~<Comments>~! | Da Only Ruler !!! | Fun | 18 | 05-04-2012 10:15 PM |
~!~ [ Read This; I Have No Comments... ] ~!~ | ~!~hasnain~!~ | Political Issues Of Pakistan | 6 | 10-14-2011 07:54 PM |
-- Ur Comments Guyz -- | Hussain | New Member Training Section | 8 | 06-28-2010 04:49 AM |