Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
suna hai log usay aanh bhar kay daikhtay hai so uskay shahar main kuch din thehar kay daikhtay hain suna hai rabt hai usko kharab haloon say so apnay ap ko barbad kar kay daikhtay hain suna hai dard ki gahak hai chashmay naz us ki so hum bhi uski gali say guzar ke daikhtay hain suna hai us ko bhi hai shar-o-shairy say shagaf so hum bhi mojzay apnay hunar ke daikhtay hain suna hai bolay to batoon say phool jhartay hain ye bat hai to chalo baat kar ke daikhtay hain suna hai raat usay chand takta rehta hai sitare bahme falaq se utar ke daikhtay hain suna hai din ko usay titliyan satate hain suna hai raat ko jugnu taher kay daikhtay hain. suna hai us kay badan ki tarash aise hai kay phool apni qabahain qatar kay daikhtay hain suna hai us kay shbistan say mutassil hai bahisht makeen udhar kay bhi jalway idhar kay daikhtay hain. suna hai rukay to gardishain us ka tawaf karti hain chalay to us ko zamanay tehar kay daikhtay hain kisay naseeb kay bay perhan usay daikhay kabhi kabhi daro dewaar ghar kay daikhtay hain kahanian hi sahi sab mubalgay hi sahi agar woh khuwab hai tabeer kar ke daikhtay hain ab us kay shaher main tehrain ke kooj kar jain faraz ao sitare safar kay dhaiktay hain
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
ahmad, faraz |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~*~ahmad faraz~*~ | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Great Urdu Poets&Poetry | 13 | 09-15-2011 04:51 PM |
Ahmad faraz | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 5 | 09-14-2011 08:04 PM |
Ahmad faraz | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 5 | 09-14-2011 08:03 PM |
Ahmad faraz | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 5 | 09-14-2011 08:03 PM |
Ahmad faraz | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 6 | 09-14-2011 07:40 PM |