Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Kehnay ko us say mera koi waasta nahi
Amjad magar woh shakhs mujhay bhoolta nahi Darta hoon aankh kholoon to manzar badal naa jayey Main jaag to raha hoon magar jaagta nahi Aashaftagi say uski usay bay wafa naa jaan Aadat ki baat aur hay dil ka bura nahi Tanha udaas chaand ko samjho naa bay khabar Har baat sun raha hay magar bolta nahi Khamosh ratjagoun ka dhuwaan tha chahar soo Nikla kub aaftaab mujhay to pata nahi Amjad woh aankhain jheel see gehri to hain magar Un main koi bhi aks meray naam ka nahi....
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
(#5)
![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
kehnay, koi, mera, nahi, waasta |
|
|