Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Khud apne liye baith k sochenge kisi din yun hai k tujhe bhul k dekhenge kisi din bhatake hue phirte hain kai lafz jo dil main duniya ne diya vaqt to likkhenge kisi din hil jayenge ik bar to arshon k dar-o-bam ye khaknashin log jo bolenge kisi din apas ki kisi bat ka milta hi nahi vaqt har bat ye kahae hain k baithenge kisi din ai jan teri yad k be-nam parinde shakhon pe mere dard ki utrenge kisi din jati hai kisi jhil ki gahrai kahan tak ankhon main teri dub k dekhenge kisi din khushbu se bhari sham main jugnu k qalam se ik nazm tere vaste likkhenge kisi din soyenge teri ankh ki khlvat main kisi rat saye main teri zulf k jagenge kisi din khushbu ki tarah ,asl-e-saba khak numa se galiyon se tere shahar ki guzrenge kisi din 'Amjad' hai yahi ab k kafan bandh k sar se
us shahar-e-sitamgar main jayenge kisi din....
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
Allah hafiz...
|
(#4)
![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
apne, baith, din, khud, kisi, liye, sochenge |
|
|