Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Ek ajnabi ko DiL kaa mehmaan bna kar roi
Apne galey pe khanjar khud hi chala ke roi, Barbadiyon ne jab puccha mujse hal mera Mein bekasi pe apne aansu bha ke roi, Is khof se kii mera ye raaz khul na jaye Mein sari khirkiyon pe parda gira kar roi, Tufaan mein phasa kar kishti meri duubo di Dokha mein na khud se aisa bhi kha ke roi, Ye soch kar ke mujpe ilzaam naa aye Mein astin se apna chehra chuupa kar roi, Ye khabar na thi mujko ,ab vo sath choor dega Iski wfa ko khud hi mein azma ke roi, Meri wfa ko meri saakhiyon ne jab sraaha pehle to muskurayii,phir muskura ke roi, Jab chaa gaye andhere mayusion ke gazal Mein aansuon mein gum ke deep jla ke roi ......
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
ajnabi, dil|, |ek |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Ajnabi.... | safa | Image Poetry | 7 | 08-24-2011 03:33 AM |
Ajnabi shehr ke ajnabi raste | RAJA_PAKIBOY | Share Your Favourite Videos | 8 | 06-02-2011 04:42 PM |
Ai Ajnabi | ShahTaJ | Share Your Favourite Videos | 4 | 05-31-2011 08:42 PM |
>*< AjNabi >*< | ZaHa | Miscellaneous/Mix Poetry | 3 | 07-27-2010 02:55 AM |
Ajnabi | Ghuncha | Miscellaneous/Mix Poetry | 17 | 07-24-2009 06:41 PM |