Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Wafaa mai ab yeh hunnar ikhtiyaar karna hai.
Woh such kahey naa kahey aitbaar karna hai. Yeh tujh ko jagte rehne ka shauq kab se hua. Mujhey toh khair teraaa intezaaar karnaa hai. Hawa k zad mai jalane hain ansoon k chiragh. Kabhi yeh jashan sar-e-raah guzaar karna hai. Wo muskura k naye waswason mai daal gaya. Khayaal thaa keh ussey sharamsaar karna hai. Misal-e-shakh-e-barhna khizan ki rut mai kabi. Khud apnay jism ko bai barg-o-baar karna hai. Tairay firaaq main din kis tarhan kattey apnay. Ke shughal-e-shab to sitare shumar karna hai. Chalo ye ashq hi moti samajh kar baich ayeen. Kissi tarhan toh humein rooz--gaar karnaa hai. Kabhi to dil mai chupe zakhm bhi numayan ho. Qabba samajh kay badan taar taar karnaa hai. Khuda khabbar ye koi zid ke shauq hai Mohsin. Khud apni jaan ke dushman say pyar karna hai.
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
hai, hunar, ikhtiyar, krna, wafa |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~~ Wafa Me Ab Ye Hunar ~~ | umair8005 | Urdu Sms | 10 | 11-23-2011 06:02 PM |
Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai !!!! | FAJAAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 10-05-2010 04:42 AM |
| Wafa Me Ye Hunar Ikhtiyar Krna Hai | | Hussain | Image Poetry | 12 | 07-27-2010 05:50 PM |
Logoon nay apna hunar dekhaya bhee bohat hai | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 10-07-2008 04:49 PM |