Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Wafa mai ab yeh hunar ikhtiyaar karna hai
Wo such kahey na kahey aitbaar karna hai Yeh tujh ko jaagtey rehnay ka shauq kab say hua Mujhey toh khair tera intezaa karna hai Hawa kay zadd mai jalaaney hain ansooon kay chiraagh Kabhi yeh jashn sar-e-raah guzaar karna hai Woh mukura kay nayee waswason mai daal gaya Khayal tha keh usay sharmsaar karna hai Misaal-e-shaakh-e-barehna khizaan ki rut mai kabhi Khud apnay jism ko bai barg-o-baar karna hai Tairay firaaq mai din kis tarhan kattey apnay Keh shughal-e-shab toh sitaarey shumaar karna hai Chaloo yeh ashq hi moti samajh kar baich ayeen Kisi tarhan toh humein roz gaar karna hai Kabhi toh dil mai chupay zakhm bhi numayan ho Qaba samajh kay badan taar taar karna hai Khuda khabar yeh koi zidd kay shauq hai "Mohsin" Khud apni jaan kay dushman say pyar karna hai
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
very nyc ..
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain |
(#7)
![]() |
(#8)
![]() |
(#9)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#10)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
hai, hunar, ikhtiyaar, karna, mai, wafa, yeh |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~~ Wafa Me Ab Ye Hunar ~~ | umair8005 | Urdu Sms | 10 | 11-23-2011 06:02 PM |
Wafa me ab ye hunar ikhtiyar krna hai | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 05-13-2011 09:37 AM |
Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai !!!! | FAJAAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 10-05-2010 04:42 AM |
| Wafa Me Ye Hunar Ikhtiyar Krna Hai | | Hussain | Image Poetry | 12 | 07-27-2010 05:50 PM |