Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools
![]() |
Display Modes
![]() |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Har pal chaaha tha tere liye ek naya aasmaan Jeene ko uksaati rahi deke sau-sau bahaane Raat saari jaagti thi tere liye zindagi ki duaaon main Rab se maangti thi tere liye saare zamaane Aaj wohi main hun wohi raat hai wohi tanhaai hai Lekin aaj na woh baat hai na halaat hai na jazbaat hai Jaagti hun tere yaad main lekin tadapti hun pal pal Aaj maangti hun Rab se apne liye maut har pal Teri bewafaai ne khoon rulaaya hai mujhe Ab hogayi hun nidhaal gham ke bojh se Ya to doob jaaungi is gham ke bhanwar main Ya ubhar jaaungi zindagi ki nayi sehar main Tay karega waqt kis ore mujhko jaana hai Dafan karke tujhko aur teri har ik yaad Waqt ke saanche main dhal jaaaungi main Tujh se bohot door chali jaaungi main Reh aayega tu bas ik kadwa pal bankar Meri nas-nas main doorega zehar bankar Nikaal dungi tujh ko apni zaat se ek din Dafan kardungi tere har jazbaat ko ek din Tu na tha mere mahr-o-wafa ke kaabil Meri ghazlon-nazmon main ab tera zikar hoga Bewafaai ke qisse sangdili ke fasaane honge “Aarzoo” ke ashqon se likhe afsaane honge.
![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
(#10)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
kaabil, mahrowafa, mere, tha |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Al-Mahr( (The Dowry) | Humaila | Quran | 5 | 07-04-2012 12:55 PM |
Wafa Ki | Ghuncha | Urdu Sms | 9 | 11-11-2011 11:11 PM |
Wo Be Wafa Hai To Kia Hua | Ghuncha | Funny Sms | 17 | 11-02-2011 10:05 PM |
wafa de gy | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 08-05-2011 06:32 PM |
@ welcome wafa @ | Hussain | Welcome & Introduction | 7 | 07-17-2009 05:19 PM |