MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Poetry
»
Urdu Poetry Categories
»
Miscellaneous/Mix Poetry
»
Tamaam Raat Mere Ghar Ka
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!
|
 |
|
|
Posts: 19,769
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2008
Location: lahore
Gender:
|
|
Tamaam Raat Mere Ghar Ka Ek Dar Khulla Raha
Ham Rah Dekhte Rahe Wo Raasta Badal Gaya..!!
Wo Kehte The Rone Se Nahin Badalte Naseeb
Un Ki Is Baat Ne Umar Bhar Rone Na Diya..!!
Mohabbat Main Dil-E-Nadaan Sukoon Paya Nahin Karte
Jazbe Jin Ke Sadiq Houn Wo Ghabraya Nahin Karte..!!
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahin Milta
Kahi Zameen To Kahi Aasmaan Nahin Milta..!!
Wo Kehte The Rone Se Nahin Badalte Naseeb
Un Ki Is Baat Ne Umar Bhar Rone Na Diya..!!
Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko
Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko..!!
Mat Dekh Koi Shakhs Gunehgaar Hain Kitna
Yeh Dekh Tere Saath Wafadar Hain Kitna..!!
Shikwa Karte Hain Zubaan Se Na Gila Karte Hain
Tum Salamat Raho Bas Yehi Dua Karte Hain..!!
[SIGPIC][/SIGPIC]
×÷·.·´¯`·)» ÂLØÑÈ (3Õ¥ «(·´¯`·.·÷×
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
All times are GMT +5. The time now is 09:19 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.