MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Literature
»
Urdu Literature
»
Money Laundring and aalmi kasad bazari
Urdu Literature !Share About Urdu Literature Here !
|
 |
|
|
Posts: 1,687
Country:
Join Date: Mar 2014
Gender:
|
|
Money Laundrin aur aalmi kasad bazari...By Waheed ahmed
Money Laundring kiaa he Ju Foregn currency pakistan maiN aati he usay phir bahir ke mulk maiN transfer kerna .....na jaaiz tareeke se chori chupe.......
is nuqsan kiaa hota ? Pakistan ki maeeshat ki tabahi aur dollar ki qeemat maiN izafa hamare mulk maiN ye jurm aam he her bandah ju ameer he us ne miney laundring ki he sab se zydah money laundring ganjouN ne ki he ...jab dollar ki price berhti he tu aam admi ko is ka kia ferq prta he? sab se zyadah ferq hi aam aadmi ko padhta he maselen kisi ghareeb aadmi ka aik lakh bank maiN he aur dollar 90 Rs. ka he us waqat mager jab dollar 100 Rs. ka ho jaye gaa tu us admi ka aik lakh 90000 ke baraber reh jaye gaa yani usay baith bithaye 10000 ka nuqsan ho jaye gaa, dosri baat aik bandah job kerta he us ki tankhwah maslen 10000 Rs he aur dollar 90 Rs ka he jab dollar 100 Rs ka ho jaye gaa tu us ki tenkhwah 9000 reh jaye gii mager jab dollar barhe ga tu Mehangaii maiN izafa ho gaa yanii ghareeb admi tu 2no tarf se mara giaa..aur petrol ager 90 Rs ka litr he as per dollar is 90 Rs...and then dollar become 1000 Rs then petrol also 100 Rs. tu ager aaj dollar 50 Rs. ka ho jaye tu petrol will be come on 50 Rs per liter. Ju chalak log haiN wo dollarz maiN acount kholte haiN aur buht zyadah sharp qism ke log money laundring bhi karte haiN. Na jaiz amdni kamate haiN aur us na jaaez amdni se apni hlal ki olad ko haram ki kamaai se palte haiN tu wo olad harami nikal jati he baap ki kamaai he bap tu mer gia gunah ker gia ab olad us pe ayyashi kare gi us ko koi mehnat nahi karne nahi pade gi wo haram ki kamaii se ayyashi kare ga aur apni aaqbat kharab kare gaa aur haraam hi ke kaam kare ga.
aalmi kasad baazarii after 9/11 china aur japan ke bussness mans ne dollar ko chour ker Gold jama kerna shru kia aur bade paimane pe Gold ki kharidari kii market se sara gold uthaa liaa aur apni dolat ko ju ke pehle dollars maiN thii Gold maiN muntaqil kiaa aur jis se market maiN Gold kam ho gia aur Gold ki price barH gaii aur sari dunya maiN kasaad baazari huwi..jab ke ju Gora he us ne kabhii es tarah ke kam nahi kiye wo derd dil rakhne wale log haiN aaj bhii amerian gadii sasti he parts saste haiN ba nisbat japani gadi ke but wo petrol buht khati he..kioN ke wo baday engine haiN yani paisa bhi zyadah lagate haiN aur cheez bhi sasti...baqi aayendah
|
 |
|
|
Posts: 12,370
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Karachi
Gender:
|
|
Hamare leaders bhi yahi kar rahey hie sub asal mei awam ke pass tou itna paisa hai hi naih ke bahar jama karey pakistan mei big fish hi sub sei bara masla hie

ALLAH FARMATA HAI :
AEY BANDEY JO HUA
WO ACHA HUA .
JO HORAHA HAI ACHA HO RAHA HAI.
JO HOGA WO BHI ACHA HOGA.
TERA KIYA GAIYA JO TU ROTA HAI
TU KIA LAYA JO TU NE KHO DIYA.
JO LIYA YAHIN (DUNYA) SEI LIYA
JO DIYA YAHIN (DUNYA) PE DIYA
JO AAJ TERA HAI PEHLAY KISI AUR KA THA
AUR KAL KISI AUR KA HOGA.
TABDEELI KAINAAT KA MAMOOL HAI
BAS TU WO JAMA KAR JO TU SATH LEI KAR JANEY WALA HAI
YANI NAIK AMAAL.
|
|
|
Posts: 1,687
Country:
Join Date: Mar 2014
Gender:
|
|
hoN theek kaha aap ne ayaz jii....bertanya maiN sakht qanoun he money laundrinf mere dost ne 60000/= riyal mangaye uk se tu us pe 500 riyal Tax lagay uk ne.
|