Urdu Literature !Share About Urdu Literature Here ! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala meri aawargi ne mujhko aawara bana dala bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hun na mujhse ban saka chhota sa ghar,din raat rota hun khuda ya tune kaise ye jahan sara bana dala mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai teri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta hai kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala yehi aagaz tha mera, yehi anjaam hona tha mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala chamakte chaand ko
|
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
chaand, chamaktay |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Chaand | bint-e-masroor | Jokes | 6 | 07-24-2013 02:46 AM |
Jab Ma Chaand Pe Gai | (‘“*JiĢäR*”’) | Islamic Images And Miracle Pics | 2 | 10-08-2012 09:42 AM |
Chaand .... | safa | Image Poetry | 12 | 08-23-2012 02:51 AM |
Aey Chaand | AKHROT | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 07-06-2011 10:34 PM |