fir wahi fasaana afsaana sunaati ho, - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Miscellaneous/Mix Poetry » fir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
Dil Wale's Avatar
Dil Wale Dil Wale is offline
 


Posts: 138
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: karachi
Gender: Male
Salam fir wahi fasaana afsaana sunaati ho, - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-23-2009, 11:06 AM

* fir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko,
to Fir kyon nahi pyaar jataati ho
*

* jabhi dekhti hai mujhe nazre jhuka late wo
khuda ka shukra hai hameiN pehchan to leti woh!
*

* dil ki basti bikhar gayi hoti,
ki rooh ke ye zakhm bhar gaye hote,
yeh zindagi to aap ki amaanat thi warna,
hum to kab ke mar gaye hote!!
*

* Zindagi jaise ek saza si ho gayee hai,
gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai,
tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri,
mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai.
*

* aakhon ki zuban wo samajh nahi pate,
honth hain magar kuch keh nahi pate,
apni bebasi kis tarah kahen,
koi hai jinke bina hum reh nahi paathe.
*

* tujhe chahne wale kum na honge,
waqt ke sath shayad hum na honge,
chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena,
lekin teri yaadoN ke haqdar sirf hum hi hoNge
*

* mila nahi koi dilbar aisaa,
jo hamse dil lagaataa,
hum to hain diljale aur,
yu hi koi dil nahi jalaataa.
*

* Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai,
ibadat karo jab to jhootha khwab lagta hai,
Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa,
aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai
*

* mere jeene ke liye tera armaan hi kaafi hai,
dil ke qalam se likhi ye dastaan hi kafi hai,
teer-e-talwaar ki tujhe kya zaroorate ai nazneen,
qatl karne ke liye teri muskaan hai kafi hai.
*

* agar hum na hote to tujhe ghazal kaun kahta,
tere chehre ko kamaal kaun kahta,
yeh to karishma hai mohabbat ka,
warna pathharoN (stones) ko taj mahal kaun kaheta??
*

* tujhe chahne wale kum na honge,
waqt ke sath shayad hum na honge,
chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena,
lekin teri yaadoN ke haqdar sirf hum hi hoNge
*

* jab bhi main khud ko samjhaooN, tu mera nahi hai,
dil mein koi cheekh uthta hai, nahi aisa nahi hai,
kab utarta hai koi dil mein utar jaane ke baad,
ki is gali ke doosri jaanib koi aur raasta nahi hai.

 



[SIGPIC][/SIGPIC]
Bare Pyar Se Likha Tha Sahil Pe Tera Naam
Betaab Lehron Ne Choom Choom Ke Mita Diya
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
afsaana, fasaana, fir, sunaati, wahi

Thread Tools
Display Modes

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ek lafz-e-mohabbat ka adna ye fasaana hai Nick Miscellaneous/Mix Poetry 4 01-20-2011 12:03 AM
fasaana momal ali Miscellaneous/Mix Poetry 5 07-20-2010 02:33 AM


All times are GMT +5. The time now is 07:31 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG