Kargozarii Aik Deeni Jammat Ki .. - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Baat Cheet -----Chat-Room(USERS) » True Story » Kargozarii Aik Deeni Jammat Ki ..
True Story !!! Post True Stories Here !!!

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
Yaadain Yaadain is offline
 


Posts: 1,078
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
book Kargozarii Aik Deeni Jammat Ki .. - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   12-06-2012, 07:00 PM

Aik Jammat Deeni Dawat Aur Islami Talimat Ki Tableegh Kay Liye Gai Thi .. Wahan Inko Pata Chala Kah Yaha Par Aik Hafiz E Quran Hain Pehley Namaz Parhty Tellawat Karty Ab Woh Nahi Atey Masjid Main Aur Duniya Kay Kamo Main Lagay Howey Hain Aur Deen Ki Unhein Koi Fiker Nahi Hain ..
Yani Duniya Ka Hokar Reh Gaye Hain ... To Unho Nay Socha Inse Molaqat Ki Jae .. Kyun Kah Hafiz Aur Qarii Hain In Se Bohot Faida Hoga ALLAH Ki Makhloq Ko .. To Jaisay He Jammat Kay Chund Sathi Un Kay Pass Gaye .. Unse Bat Shoro Ki Kah Aap Hafiz Hain Aur Naik Insan Hain Pehley Aap Namaz Tellawat Aur Naik Kam Karty Thy Lehaza Insan Kamzor Hain Kotahiya Hoti Rehti Hain .. Hum Is Silsly Main Aiey Hain Kah Aap Humare Sath Mil Kar Kam Karein Aur Wapis Apnay Amaal Par A Jae .. Ta Kah Aap Ko Aur Makhloq E Khuda Ko Faida HOu . Is Hafiz E Quran Nay Jawab Diya Do Teen Saal Main Quran Yaad Kiya Hain .. Agair Yeh Do Teen Saal Aur Bhi Mehnat Karta To Ajj Is Se Zyada Unchey Seat Par Baitha Hota .. Itnay Main Esi Hafiz E Quran Nay Kaha Aap Log Mujhe Nazar Nahi Arahey Hain Kia Bijli Chali Gai Hain ?
To Unho Nay Jawab Diya Nahi To Aapko TO Hum Dekh Sakhty Hain ..
Pata Hain Kia Howa Tha ?
ALLAH Tala Nay Unko Wahi Par Andha Kar Diya Tha ..
ALLAH Kay Inamat Aur Ehsanat Ki Na Qadri AUr Na Shukarii Na Karein Aur ALLAH Ki Atta Karda Jitnay Bhi Naimatain Hain Unki Shukar Karein . Aur Khass Bat . Kah ALLAH Ki Deendar Logo Ka Bhi Kisi Bhi Bat Main Moqabla Bhi Na Karein AUr Jo Dawat Deta Hain Inkar Na Karein Esi Main Humari Bhalai Bhi Hain AUr ALLAH Kay Azab Se Bachao Bhi H ain .. Kisi Bhi Halat Main Un Logo Ki Mokhalifat Na karein Jo Kah Deendar HOu ..
Aur Jo Badly Main Aap Se Kuch Nahi Mangty Khaless ALLAHi Raza Jin Ka Maqsad Hota Hain ..

 



The River Can Dry

The Mountain Can Fly

You Can Forget Me
But ... ?

Never You ..

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
aik, deeni, jammat, kargozarii

Thread Tools
Display Modes

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
“Boy: Meri aik,aik Saans Pe aik,aik Larki Marti hai.. (‘“*JiĢäR*”’) Jokes 5 10-14-2012 02:31 PM
fariston ki aik jammat ROSE Hadees Shareef 2 07-15-2012 10:44 PM
Aik Din aik Aalim bazar me betha tha,,, Ghuncha Islamic Sms 22 12-04-2011 10:21 AM
Aik tamnna,aik sharaara,aik khayaal life Great Urdu Poets&Poetry 6 09-14-2011 08:52 PM
kya Younis Khan ko captaincy chor deeni chahyei ? A L i Sports 5 01-22-2010 09:02 PM


All times are GMT +5. The time now is 08:16 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG