|
|
Posts: 1,687
Country:
Join Date: Mar 2014
Gender:
|
|
kisi baa wafaa ko zair na ho
kisi be wafaa ko zabar na ho
maiN sada youN hii aazaad rahouN
kisi muhabbat ka mujh pe asar na ho
mere dil pe koii jabar na ho
maiN kisi se aajiz naa aa sakooN
meraa amal aajzii rahay
phool aakhir phool he
kisi angan maiN khile
yaa phir kaaghzii rahe
|