Mubarak mauka Allah ne atah farmaya,
ek baar fir bandagi ki rah pe chalaya
Adaa karna apna farz tum khuda ki liye..
Khushi se bhari ho eid ul adha apke liye !!
Gulshan ko kar rahi Mo'attar Hawa-e-Eid,
Aata nahi Nazar kuch b Siwaye Eid,
Meri Taraf se Eid-ul-Adha-Azha ho Aap ko,
Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid.
Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimagh se,
Na rango se,
Na greetings se,
Na gift se,
Aapko Eid-ul-Adha-Azha ho direct DIL se...
Aey BOSS ..!! Kaisa hai ray tu..? Woh kia hai na sala Eid k dino main network khalas hojata hai to apun teray ko advance main... . .. .. EID MUBARAK.
|