|
|
Posts: 113
Country:
Join Date: Nov 2009
Location: lahore
Gender:
|
|
Us nay kaha
tum main pahli si baat nahi
Main nay kaha
zindgi main tumara sath nahi
Us nay kaha
ab b kisi ki ankhoon main doob jate ho
Main nay kaha
ab kisi ki ankh main wo baat nahi
Us nay kaha
kyun itna toot kar chaha mujhay
Main nay kaha
insan hun patthar zaat nahi
Us nay kaha
kya main bewafa hun
Main nay kaha
mujhay ab wafa ki talash nahi
Us nay kaha
bhool jaoo mujh ko
Main nay kaha
tum hakeekat ho khawab nahi
|