|
|
Posts: 36
Country:
Join Date: Sep 2010
Gender:
|
|
;ye jan ker b ke ham nhi han aik dosre ki kismat
;ham ne phir bi buland rakhe dua ke lie hath
;nahi kuchh bi ajab agr wo muje de dua aur ma usse
;rahe phir bi ham shakir taqdeer ke is faisle per
;ye na kah ke ab tu yhn ka musafir nhi raha ha
;per aae sitam ghar ab tu shikwe ka talib kun ha
;agerche ham ne mhabat ke jaam ko wese nhi chakha ha
;k jis ki sulghan ma tu din rat be perwa jala ha
;aur aae ham nasheen ham chahe b jae kese us dyaar ki trf
;k saae ma jis shajer ke kissi aur ka ab baseera ha
;aur prinde ki perwaz kahan tak ha tu bi janta ha
;jitna bi azad sahi per apni hadd se bahire kabi na jae
;ab tuj se bat krte han tu is ma bi kuchh bat hi ho gi
;aur agr na kr paee tu yhi jann ke ye bi raza us rab ki hi ho gi
;aur ham ke han sada se us ke faisle per chalne wale
;aur us ki raza ma razi hon a, meri bi kismat ,teri bi kismat
;wo jo kre wohi achha, wo ber haq aur maslaht se bhara
;tu chal tu bi kr shukr , ma bi kro shukr yhi sach yhi haqeeqat
|