mujh se kisi ne poocha zindagi me kia karna hai
mei nei kaha parhna hai yah degree leini hai
phir poocha : us ke baaad
mei bola : Job rozgaar ki fikr
phir poocha us ke baad
i said shadi aur kia
acha aur phir
mei hansa ke pagal ho kia phir wohi bachey aur unki parwarish
phir poocha aur us ke baad
i said kia matlab bhai uni parwarish. unko society ke qabil banana aur phir shadi karna
aur phir bus yahi life hai
wo hansa kahne laga
Yah tou janwar bhi kartey hain
tum insaan kio ho phir...
insan ki zindagi ka maqsad hota hai koi
bemaqsad zindagi guzarna ek insan aur ek musalman ko zaibnahi deita
soooo aap ka bhi hoga
kuch banna aur most importantly KIO banna
ya liffe me kuch karna aur us ke peechey reason
CAN WE SHARE IT HERE ?
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا
ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے
And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)