MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Your comments will be Highly Appreciated..
View Single Post
(#4)
Old
FurQan FurQan is offline
KingDom Of HeaVen
 


Posts: 657
My Photos: ()
Country:
Join Date: Aug 2010
Location: Isloo
Gender: Male
Default Re: Your comments will be Highly Appreciated.. - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   10-28-2010, 11:59 PM

Quote:
Originally Posted by Truth Reveals View Post




Mere Sath Aik Problem Rehta Hay Hamesha Hi, .. Mujhay Logo Ki Ghaltiya Highlite Kar Kay Unhain Samjhanay Ka Bohat Shoq Hay.. Shayad Is Liye K Mein Khud Amal Karta Hoon, To Mein Chahta Hoon K Wo Bhi Amal Karain.. K wo Khud K Sath Zulm Na Kartay Rahay.. Aur Mein Zulm Hota Na Daikhta Raho.. Mera Uthna Baithna Jin Societies Mein Hay Un Ka Ye Point of veiw Hay K Koi Namaz Parhta Hay Ya Quran Majeed Parhta Hay Ya Being a Muslim Islam K Arkaan Par Kitna Chalta Hay.. Wo Us Ka Personal Matter Hay, Humain Is Baray Mei Us Say Baat Nahi Karni Chahiye.. Poochna Ap Say ye Hay K Kya Us K Is Personal Matter Ko Personal Matter Samjh Kar Us Banday Ko Us Kay Haal Par Chor Diya Jaye? Ya Us Ki Islaah K Liye Usay Samjhaya Jaye, Takay Kal Ko Us Ka Bhala Hojaye?
Walikum Asalam .. Well Said truth ... Jaha tak Faraiz ka taluq hay wo tu app ku zabardasti karwana hay .in ku choura nahi ja skta wo personal matter nahi hay... Jisa kay Hadess ka mafhoom hay k baynimazi ki nahosat 7 gharo tak pohnchti hay .. dosra jisa kay surah imran mai ALLAH swt nai farmaya k tum aisi umat hu ju logo'n ki bhalai k liye nikali gai hay ... Tu logon ki bhalai tu humy kerni hi hay Amar bil marof wa nahi anil munker hum sab per farz hay ..

well this is a complicated topic The real problem is AMAL..
May ALLAH give you strength and keep u strong on your deen ...

 


Last edited by FurQan; 10-29-2010 at 12:10 AM..