Mujhe mehsoos hota hai k lutf-e-zindagi kam hai . . .
Gham-e-dil had se bharr kar hai, muyassar ab khushi kam hai
Musalsal dil ki be-cheani ko kia kehtay hain dil wale?
Tumhein maloom ho shayed, mujhe tou aa'gagi kam hai
Ab is k baad jism-o-jaan ko bhi jalaney sey kya hasil?
Chiraghon mein lahoon jalta hai, phir bhi roshni kam hai
Jisey bhi dost samjha dushman-e-jaan woh teh'ra
Nahi hai dosti jis se, ussi sey dushmani kam hai
Yaqeen aye na aye aap ki marzii magar ...........
Yeh rodaad e alam sachi hai is mein shairy kam hai
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے
ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری
.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨
.`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...*
*......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨
¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•.
M A H ¡
..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨
.`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...*
*.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥•