Banned
|
|
Posts: 630
Country:
Star Sign:
Join Date: Jun 2010
Location: Lucknow ( I N D I A )
Gender:
|
|
Lucknow is Center of Urdu.. Safa ji
Urdu aur shayeri to humaari mitti mein hai..
Lucknow has world fame for its way of talking (Tahzeeb-o-Tamaddun)
Urdu humaari maadri zabaan hai..
Pakistan mein kya Urdu boli jaati hai.. mujhe pata hai.. Aadhi Punjaabi Adhi Sindhi.. jisko yeh Urdu kahte woh bas Govt. level par hai.. Urdu bas sarkaari idaaron mein hai real life mein inki Urdu.. bas naam ko hai
aap ko ek sachha waaqya sunaata hoon.. 2003 mein mera accident hua tha.. mere knee mein fracture ho gaya.. main Pakistan jaane wala tha.. then maine apni bhatiji jo Karachi mein rahti hai.. usko call karke yeh buri khabar di to usne jawab diya
" sahi hai "
bataaiye ye inki zabaan hai..
meri taaang toot gayi aur woh kah rahi hai "sahi hai"
mujhe bahot ghussa aya..
|