|
Banned
|
|
Posts: 630
Country:
Star Sign:
Join Date: Jun 2010
Location: Lucknow ( I N D I A )
Gender:
|
|
|
Don't Confuse my Dear Shaam
Topic hai ki Net Friends kya Real Friend ho sakte hain ya nahi
aap ne khud aitraf kiya ki aap apne waalid mohtaram ko samajh nahi sake to kya aap ki unse koi mutual understanding hogi ? ( shayed nahi )
Virasat mein mile Rishton ko aap nibhaate hain halanki koi dil se rishta nahi hota hai phir bhi nibaahna padta hai yeh society ka rule hai.
jab baat Dosti ki aaati hai then baat sirf understanding ki hoti hai zabardasti nibaahne ki nahi hoti hai.. then ab masla hai ki Net & Real Friendship mein kaise parkhain ?
maine is baat ki baabat kaha hai ki jab aap real mein kisi easily read nahi kar paate then remotely kaise kar sakte hain.
NOW CLEAR THE POINT ?
RISHTE 2 TARAH KE HOTE HAIN
1. VIRASAT MEIN MILE RISHTE
2. WOH JO AAP KHUD BANATE HAIN
AUR EK BITTER TRUTH HAI KI BAHOT SE RISHTE SIRF SELFISH MOTIVE KE TAHET BANTE HAIN
Last edited by SALMAN; 09-23-2010 at 02:00 AM..
|