Usey khena ameer-e-shahar kabhi sar neecha nahi kartey,
Anaa ka ham kisi bi haal me soda nahi kartey,
Agar gham had se barh jaey to Ansu aa hi jatey hain,
Magar ham apni ankho ko kabhi darya nahi kartey,
Khushi k sarey Mosam dosro'n me bant detey hain,
Faqat ek dard ki dolat hai jo banta nahi kartey,
Ham ehal-e-Ishq ki fitrat se sarey log waqif hain,
K ham kuch kar guzartey hain mager socha nahi kartey,
Karengy tum se hum tark-e-talouq yeh kese mumkin hai?
K hum tou dushman'o ka sath bhi cho'ra nahi kartey. . .
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے
ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری
.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨
.`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...*
*......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨
¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•.
M A H ¡
..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨
.`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...*
*.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥•