|
KingDom Of HeaVen
|
|
Posts: 657
Country:
Join Date: Aug 2010
Location: Isloo
Gender:
|
|
|
Quote:
Originally Posted by Ghuncha
kabhi shama kabhi Aanchal ka kinaAra dena,
Main agar doob k ubhrUn to sahaara dena,
Teri ulfat mein mukamml hoon har pehlu say,
Mujhay dard bhi dena to saara dena,
Main Tujhe ghum k samandar mein kinaara doon ga,
Tu Mujhay hijar k tufaan mein sitaara dena,
Main Teri yaad k sehra mein kahin rehta hoon,
Kabhi aana to halka sa ishaara dena.
|
Brilliant Ghuncha Jee If You Dont Mind Please Font Colour Dark Rakhaye Mujhy Hamesha Quote Ker k Parhna Parta hay
|