|
|
Posts: 9,603
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2010
Location: KARACHI
Gender:
|
|
dada yeh best hai
mazah aya hai ko parh kar
kuch nazar kar raha hun dada
omid hai pasand karo ge
sahar hoti hai sham dhalti hai
na dil kahin bahalta hai
na nazar kahin thaharti hai
teri yadon kay bayabano men
jese ruk ruk kay hawa chalti hai
aese tham tham kay jan nikalti hai
|