Kaarhaaye zindagi youn to shab o roz me shamil hai
tu jo nahi pass tou laahasil sa sab hasil hai
meri hansi hai aisy ke ek aalam ro deita hai
mere ansoun ki kismat ke tuhi inse ghafil hai
yah meri taqdeer ke barishen hi jaladeiti hain
mujhey adhoora chor apni zaat me wo kamil hai
mera tujh se rishta kuch chand aur badal jaisa hai
meri hasti fana karne walei tu hi tou mera wasil hai
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا
ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے
And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)