MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - surah-al-zamar(ayat-38)
View Single Post
(#1)
Old
!«╬Ĵamil Malik╬«! !«╬Ĵamil Malik╬«! is offline
 


Posts: 19,769
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2008
Location: lahore
Gender: Male
Salam surah-al-zamar(ayat-38) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-12-2010, 10:50 AM


Bismillah Al-Rahaman Al-Raheem

Assalamo Alaikum Wa Rahamatullah Wa Barakatuhu

" Inse Kahein Jab Haqiqat Yeh Hai Tu Tumhara Kya Khayal Hai Ke Allah Mujhe Koee Nuqsan Pohchana Chahe Tu Kya Tumhari Ye Deviyan Jinhe Tum Allah Ko Chor Kar Pukarte Ho, Mujhe Us Ke Pohchaye Hue Nuqsan Se Bacha Lengi ? Allah mujh PEr Meharbani Karna Chahe Tu KYa Uski Rahmat Ko Rok Sakengi ? Bus Inse Keh Dijiye Ke Mere Liye Allah Hi Kafi Hai, Bharosa Karne Wale Usi Per Bharosa Karte Hain " ( Surah-Al-Zamar, Ayat-38 )

Beyshak Jo Allah SWT PEr Bharosa Karte Hain Unke Liye Allah Hi Kafi Hai Unhe Kisi Aur Ki Madad Ki Zaroorat Nahin ......... Jo Bhi Hamare Liye Acha Bura Hota Hai WOh Sab Allah SWT Ki Taraf SE Hai Use Koee Nahin Rok Sakta...!!

 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links