Ek Bewafa se ek Mulaqat bohat hai
Jitna bhi dia humne tera saat bohat hai
Dunia ko dil k dagh dikhaon bhi to kis terhan
Aye zindage yeh raz chupaon to kis terhan
Apni tabahiyoun mein mera hath bohat hai
Jitna bhi dia humne tera saat bohat hai
Phir Ghan ki ghata chahi mujhy khoon rolanain
Beh jain gay guzry howay lamho k fasane
In aakho ki gehrai main barsat bohat hai
Jitna bhi dia humne tera saat bohat hai
Tota jo dil ka aaina totay sabhi bharam
Hori hai umer piyar mian jeeny k liye kam
Marne k liye dard ki ek raat bohat hai
Jitna bhi dia humne tera saat bohat hai
Main bhi kitni pagal hoon na
Sang hawa k urna chahoon
Titli ban kar nagri nagri
Gulshan Gulshan phirna chahoon
Phooloon k sab rang chura kar
Chunri apni rangna chahoon
Main bhi kitni pagal hoon na