Narazgi b teri gawara na kar sake
Or teri mohbaton se kinara b na kar sake,
Mere tamam khwab adhore hi reh geye,
Hum khwab mai b khud ko tumhara na kar sake.
Na tarapta DIL na roti Aankheen..!!
Na Labon pe Naam koi aur hota..!!
Hum teri tamanna kyon karte..!!
Agar tere jaisa koi aur hota.