|
|
Posts: 58,917
Country:
Join Date: Aug 2009
Gender:
|
|
abhi wo dard baqi hai,
agercha waqt marham hai,
mager kuch waqt lagta hai,
kisi ko bhul jane main,
dobara dil basane main,
abi kuch waqt lagna hai,
abi wo dard baqi hai,
main kaise nai ulfat main,
apne zaat ko gum kar doun,
k mere jism owajdaan main,
abi wo fard baqi hai,
abi us shahks ki mujh par,
nigah e sard baqi hai,
abhi to ishaq k raston ki,
muj par gard baqi hai, abhi wo dard baqi hai

|