|
|
Posts: 4,610
Country:
Join Date: Oct 2008
Gender:
|
|
Ya Rab, Mujay zindagi guzaarnay ka saleeka sikha deh,
Aakhirat ki tayaari karnay ka tareeka bata deh.
Har buraai seh kis tarah bachoon main,
Naykiaan karnay ka gur bataa deh.
Teri ibaadat main mashgool rahoon main har waqt,
Iss baat ka mujh main jazba ubhar deh.
Naa jaanay kya kya buraaiaan hain mujh main,
Ya Rab mujay bas tu maaf hi kar deh.
Ameen…
|