MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Text tutorial
Thread: Text tutorial
View Single Post
(#1)
Old
Alia's Avatar
Alia Alia is offline
 


Posts: 7,505
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jun 2009
Location: India
Gender: Female
Default Text tutorial - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-25-2010, 01:31 PM

Text tutorial 4 beginners !! My 1st tutorial .. hope it will help u
Text k lia sab sy ahim baat k text as aho jo bilkul neat ho, bilkul balance ho , aur her image ka text mukhtalif hau karta hay yha mai basics text dey rhi hu

Text effects per jaany k lia aap ko EPS layer jo k Text layer hoti hay us per aap nay Right Klik karna hay aur Blending option mai jaana hay asy .




Blending Option mai jaty hi mai nay sab sy pehlay Color ko chose kya aur Color mai nay Image sy hi chose kia hay .

Color asa chose kary jo k clear ho neat ho aur easy parha jay . aur aksar color jo hay image sy hi chose ho jata hay





Ab mai bevel Emboss mai ayi aur us ki settings kuch is trha rakhi , ya mai bata du ya image k colors per depend karta hay laykin values aap shuru mai asi hi rakhya .




Ab ... mai stroke mai ayi hu aur yha mai nay is ki value 1 rakhi aur hamesha 1 hi rakhi jati hay aur color hamesha Dark Blk ya jo aap ka text color hay us ka dark color ho



Inner glow , inner glow se text effect mein glow aata hai , ek charm aata hai ..



Ab mai Drop Shadow mai gyi aur wha mai nay ya Value rakhi , aur aik baat aur batow yha per color whi rakhy jo aap k Text ka hay per us ka Dark color lijai ya Blk color agr samjh na ay aur value asi ho




Agar koi prb ho tau aap questions kar sakte hai . INSHALLAH IS tut se aap ko Asani hogi

 



Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links