|
|
Posts: 247
Country:
Join Date: Aug 2009
Gender:
|
|
her ek chehre ko zakhmon ka aaina na kaho,
Yehi zindagi to hai rehmat ise saza na kaho,
Na jane wo kon si majburiyon ka qaedi ho,
Wo sath choor gaya hai to bewafa na kaho,
Tamam shehar ne nazron pe q uchala mujhe,
Yehi itifaaq tha tum isko haadsa na kaho,
|