tazad e jazbaat mei yah nazuk more aya tou kia karo gei
me ro raha hoo tou hans rahey ho mei muskuraya tou kia karo gei
Mujhey tu is darja waqt-e-rukhsat sakon ki talqeen ker rah ho
magar kuch apany liye bhi socha? mein yad aaya tu kiya kero gay
kuch apnay dil pey bhi zakhm khao meray laho ki bahar kab tak?
mujhey sahara bananay walo, mein larkharaya tu kia kero gay
tumharay jalwon ki roshni mein nazar ki heraniyan musalam
magar kisi ney nazar key badlay dil azmaya tu kia kero gay
abhi tu tanqeed ho rahi hay meray mazaq-e-junon pey
leikin tumhrai zulfon ki barhami ka sawal aya tu kia kero gay
abhi tu daman chura rahey ho, bigar key qabil sey ja rahey ho
magar kabhi dil ki dharkanon mein shareek paya tu kiya kero gay
(Qabil ajmeri)
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا
ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے
And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)