|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|
Mein na Mil sakon jo tumse meri just-U-ju na karna,
tumhey meri he Qasam hai Meri Aarzoo na karna …
Mujjhey jis se hai Mohabbat usey hai ajab ye aadat ,
kabhe mun ko phair lena kabhe guftugo na karna …
Meine chaha tha kiisi ko mera haall kia hai dekho,
jo kia kasoor maine wo he tum kabhi na karna …
Meri ho Agar buarai to na dena tum safai ,
Merey sath khud ko ruswa kabhi na kerna …
Koi poochey Badnaseebi ke hai inteha bhi koi,
to meri Misaal dena tu mujhey Namoona kerna…!!
|