Dukhon ke saaey main zindagi guzari hum ne
phir bhi khush reh ker khud ko saza di hum ne
khushi to na mumkin si hai mery zindagi main
phir bhi zindagi main khusion ko panah di hum ne
dukh sehney ki aadat si per gai hai hum ko
is dukh se jese dosti si ker li hum ne
merey dukhon ko aaj tak samajh na saka koi
phir bhi kisi se umeed si lagai hum ne
us ne merey dukhon ko aik bahana samjha
phir bhi us ki berukhi ko apna lia hum ne
apney ansu aur gum le ker kaha jaun main
jiske sath ye sab banta tha ussey hi kho diya hum ne..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...