|
|
Posts: 4,610
Country:
Join Date: Oct 2008
Gender:
|
|
Quote:
Originally Posted by Humaila
WHAA MJ.. ..
Well.. I think Himesh bro ney kaafi kuch kaha hai.. Lekin mein bhi kuch add kar deti hoon..
Key haar aik insaan ko chahey woh larka hoo yha larki.. ossko HAQ hai key woh aapna jeevan sathi chun sakey.
LEKIN.. aapni LIMITS khud banao.. On limits se OVER Nahi hona chahie..
Cause aise bhi ho sakta hai key .. aap kissi ko chahtey hai aur woh as such acha na hoo jaise aap samajhtey hai..
SHAYAD ALLAH(swt) ney aapkey lye kuch behtaar rakha hoo.. Who knows..?.. issilye
ALLAH(swt) par kuch faisley chor dene chahie.. aur on LIMITS mein rehna chahie.. Jo ALLAH(swt) aur humarey pyaare nabi (sww) ney rakhi hai .. :=)..
baqi ALLAH(swt) behtaar janey wala hai ..
|
Thnx Humaila sister k ap b agree ho.. yeah im agree wid U k us limts mein rehna chahye jo humre Rubb ne humare lye rakhin hain bt pyaar karna ghona nahi..
Ansoo ki keemat wo jaante hai,
Jo kisi ko yaad karte hain,
Dil ke gum wo jaante hain,
Jo kisi ko chahte hai,
Dost ke dard ko wo jaante hain,
Jo use DIl se dost maante hain.
|