Quote:
Originally Posted by life2
1:Mohubbat ager dukaan par bikti to
aap kitni baar khareedte ???????
ek baar b nai
2:Ager aap kise se mohabbat karte ho
aur wo kise aur se aur aapko wo phir bhi mil jaye to
aap kya kareinge .
main usay us ki mohabbat k lyee chore deta
3 hool to insaan khushboo ke liye torta hai
par dil kyu torta hai ?????
dil jan bojh k nai tora jata aur han ager koi jan bojh k k aisa kerta hai tu yeh us ka ghamand hai
4:insaan pyar ka Anjaam jaanta hai
phir bhi pyar kyu karta hai ???????
pyaar kia nai jata yeh tu bus ho jata hai pata hi nai chelta
5:Apki nazar mein pyar kya hai .???
|
pyaar epyaar kia nai jata yeh tu bus ho jata hai pata hi nai chelta
k aisa ahsaas hai jisay lafzon main nahi dhala ja sakta
Tere Dil Main Meri Sanso Ko Panah Mil Jaey
Tere Ishq Main Meri Jaan Fana Ho Jaey