MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Hum Ahl-e-Wafa Husn Ko Ruswa Nahi Karte
View Single Post
(#1)
Old
Ghuncha's Avatar
Ghuncha Ghuncha is offline
 


Posts: 88,292
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Gender: Female
hearts Hum Ahl-e-Wafa Husn Ko Ruswa Nahi Karte - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   10-31-2009, 10:37 PM



Hum Ahl-e-Wafa Husn Ko Ruswa Nahi Karte

Parda B UtheY Rukh Se To Dekha Nahi Karte

Ker Lete Hain Dil Apna Tasawwur Se Hi RoShan

Moosa Ki Tarah Toor Pe Jaya Nahi Karte

Rakhte Hain Jo AurOn K Lie Pyaar ka Jazba

Wo Log Kabhi toOt K bikhra Nahi Karte

Kehti Hai To Kehti Rahe MaghrOor Ye Duniya

Hum Murr K Kisi Shakhz Ko Dekha Nahi Karte

Moshni Hum Log To Meh Nosh Hain , Badnaam Hain Lekin

Pakeeza Jo log Hain Kia Kia Nahi Karte ?


 





















Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links