Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
use khali hath na lotana ah KHUDA
jab wo mangne ki baat kare
use meethi neend sula dena us raat
ghamon ki bheer main jab jaagne ki baat kare
mere dil main us ki talab our bada dena
jab wo chodne ki baat kare
meri wafa pe wo kare naaz sada
jab wo bywafa zamane ki baat kare
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|